January 22, 2010


Wo khayaalo.n mein mere aate hain, ye hai unhe bhi ilm,
Kya ghazab dhaate hain magar, mera hi dil jaane.

Husn-e-aalam ki taariif ka zarf mere lafzo.n mein nahii.n,
Kal tak to main bhi bana firta tha shaayar, saari mehfil jaane.

Posted by .. Vik . at 9:43 PM

10 comments  

 
>